रीतिकालीन राज व्यवस्था में सामंतवाद का अध्ययन
Main Article Content
Abstract
Bhartiya samantvad Shabd ki baat karen to Bhartiya Janata ka vichar puratan Bharat ki ek Vishesh rajnitik vyavastha ki or jata Hai jise atirikt Roop se Bharat ki swayatta se pahle jamindari dhanche ke roop mein Mana jata Hai ek sahityakar Ne vistrit Aadhar per Bhartiya samantvad ki baat ki hai sahityakar Ne ise Bhartiya prashasan vyavastha ya pratishthit Parivar mein nahin rakhte Hain halanki yah swikar bhi karte hain aap sabhi Bhartiya jante Hain ki ek Desh aur ek rashtra prasha san karne Wale ine teenon kshetron ke bad madhyakalin Bhartiya samantvad ki sthapna Hui Hai lekhak Ne is drishtikon ko aur viksit Kiya aur yah dawa karte hue ke prachin Bharat ke rajnaitik dhaar mein kalatmak aur rajnitik Pradhan prachin Bharat mein main Gupt vansh ke samanya Kal ke dauran apne samanti Yug mein pahunche The isliye yah bhi spasht ho jata hai ki Bhartiya madhyakalin samantvad ek Vishesh pravritti ka Naam tha Jo tatkalyah Vishesh pravritti kya thi ki uska Swaroop kya tha yah kar aasan nahin hai isliye sahityakaron ko yahan Tak kahana pada ki madhyakalin Bhartiya samantvad ke per Bhasha karna Aaj kathin Hai jis prakar jitne bhi hinduvadi lekhak Hain hindu dharm ki utna hi paribhasha hai usi prakar madhyakalin Bhartiya samantvad per shodh karne Wale jitne vidwan Hain utane hi tarah ki paribhashaen Hain is shodh paper mein iska vistar ke sath ullekh Kiya gaya ha